What is SEO - SEO Kya Hota Hai
SEO kya hai aur ye Blog ke liye kyu jaruri hai ? ye question aksar bahut
se naye Blogger ko bahut pareshan karata hai, aaj ke es digital yug me agar
aaplo logo ke samne aana hai tab Online hi ek wo rasta hai jisake jariye aap
jaha ek sath lakha logo ke samne khud ko present kar sakte hai.
SEO ek yeasa jariya hai jisake madhayam se aap apne likhe kisi bhi post
ko google ke first page pe rank kara sakte hai aur aap ye kaise kara sakte hai
iske liye aap ko SEO ke bare me puri jankari hai to ye aap bahut hi asani se kr
sakte hai yadi nhi jankari hai to aap ye post ko pura pad le samajh le SEO ke
bare me aap ki sari problem ka solution es post me dekhane ko milega ki kya hai
SEO aur kaise kam karta hai ye.
SEO ek yesa medium hai jo aapke post ko google ke first page me lane ka
kaam karta hai, jab bhi koi visitor kuch search karta hai aur use jo pahala
page milata ha wo usi ko open kar ke dekhta hai yehi krne ke liye SEO ki bahut
jarurat padati hai.
Yadi aap koi post likhate hai ur use public karte hai to aap sochte hai
ki kaise aap ka post google ke fist page me show kare lekin ye karna itan asan
nhi hota hai iske liye bahut jyada
mehnat krni padati hai jise SEO kahte hai, Google ke search engine me kisi post
ko rank karane ke use sahi tarike se Optimization karna bahut jaruri hota hai,
to aaj ke es post me hum SEO aur post ko kaise optimization kare usi pe bat
karege.
What is SEO..
SEO kahe to blogging ki jaan hota hai SEO, yeasa kyo ki aap kitna bhi
accha content pe koi bhi post likh de lekin wo post tab tak rank nhi karegi jab
tak use post ka SEO sahi tarike se optimization na hua ho yadi aap koi article
likhate hai use bahut hi acche tarike se likh dete hai lekin wo tab tak rank
nhi krta hai jab tak use SEO ke madad se rank na karaya jaye.
Yadi aap SEO ko lekr bahut serious hai to aap ko SEO tutorial ke bare me
adhik jankari rakhani chahiye kyonki yesa krne ke bad ye bahut kam ane wali
hai, wease to SEO ka koi rule regulation nhi hota hai ye google ka ek
algorithms hota hai jo time to time change hota rahata hai.
SEO ke bare me aap ko ek bat bata de yadi Internet pe search karege to SEO
ke relative bahut sare tutorial milege lekin waha pe aapko puri janki nhi mil
payegi lekin es post me aap ko full jankari dene ki kosis ki gayi hai.
Yadi koi kabhi bhi aap se kahe ki wo SEO expert hai to uski bato ka
kabhi bhi viswash mat kariyega kyonki kabhi bhi koi bhi SEO ke bare me expert
nhi ho sakta hai ye time to time change hota rahta hai
.
SEO ka ek simple question ka simple answer—
Yadi aap kisi article ko google me rank karana chahate hai to aap ko SEO
ke bare me jankari honi chahiye wo tabhi rank karega.
SEO KYA HOTA HAI--
SEO (search engine Optimization ) ek yasa tankin hai jisake madad se hum
sabhi log aapne article ko google ke search engine me top me late hai, search
engine kya hai ya lagbhag sabhi ko pata hota hai, google puri duniya ka sabase
popular search engine hai, eske alawa Yahoo, Bing, aur bhi bahut se search
engine hai jo hame hamara result dete hai, SEO ke madad se hum apne article ko
google ke search engine me No. 1 Position me rakh sakte hai.
Yadi kabhi aap google me type koi keyword karte hai (technicaltext ) to
aap ko uske related result dekhne ko milate hai wo sabhi result alag -2 blog
yad website se aate.
Jo result hum sabhi se top me dekhte hai wo hi hota hai No. 1 rank ,
yadi aap apne kisi bhi post ya article ko No. 1 pe rank karana chahte hai aur
wahi pe bana rahana chahate hai to ap ko SEO ka instemal aana chahiye kyonki
yadi aap ko post No. 1 pe hai to usase jyada traffic ayega jo aap ko famous kar
denga.
SEO hamere article ya post (blog) ko No. 1 rank pe lane me madad karti
hai ya teknik hi website ko search engine me se search result ko sababe upper
rakhti hai jisase visitors jyada aap ke blog pe visit kar sake.
Yadi aap ka blog yad website search engine me sababe top me hai to internet
user sabase pahle aap ke post ko click kar ke dekhege aur janege ki ye jo
result google unhe de raha hai wo sahi hai ki nhi hai esase aap ke blog me
jyada traffic badegi aur aap ko income bhi jyada hongi kyonki visitor jyada
honge to traffic bhi jyada hongi.
SEO Full Form--
SEO (Search Engine Optimization)
SEO Blog ke liye
jaruri kyo hai--
Aap ne aabhi tak jana ki SEO kya hota hai, aur ye blog ke liye jaruri
kyo hota hai, kyonki ye aapke blog ya website ko logo tak pahutacha hai.
Man ligiye yadi aap ne ek best website bana li hai kisi bhi category ki
us website ke ander high quality Contents bhi public kar diye lekin yadi aap ne
apne website ka SEO nhi kiya to wo website logo to pahuchegi hi nhi to phir log
us website pe visit kaise karege , logo tak apne website ko pahuchane ke liye
aap ko us website ka SEO karna bahut jaruri hota hai, yadi website ka SEO nhi
krte hai to phir to website banana ka fayada hi kuch nhi hai.
Yadi hum kisi website ka SEO nhi karte hai to jab koi kisi keyword ko
google search engine me search karega to aap ke website ko SEO kiya hi nhi gaya
hai to wo search engine me dikhayega hi nhi to usko search engime me show
karane ke liye use SEO karna bahut jaruri hota hai, kyonki yadi website ka SEO
nhi hai to google use apne search engine me ya apne store me jagah hi nhi de
payega jisase ape visitor kam hone aur aap ki earning kam ho jayegi.
SEO ko samajha jyada muskil nhi hai yadi ek bar aap uske bare me jaan
liye to aap anpe blog ko search engine me la skte hai.
Yadi aap SEO ke bare me puri jankari juta liye aur SEO sikh liye uske
bad aap apne blog ko SEO kar ke public karte hai to ho sakta hai wo search
engine me show kare ya na show kare, yadi na show kare to wait kare yadi aap ne
sahi SEO kiya hai apne blog ka to ek na ek din show jarur karega search
engine me.
Mene apne hi aap ko bataya ki SEO ke madad se hi blog ko ranking kra
sakte hai aur traffic pa sakte hai, SEO krna kyu jaruri ban jata hai.
,
To chaliye aaj jan lete hai SEO search engine optimization ke bare me kuch important bate jo aap ko bahut
jyada fayada pahuchayegi.
· Jab koi bhi search engine me koi keyword ( yani
kuch bhi search krta hai ) to uske samane jo pahala khul ke result ata hai usi
pe wo click jyada krta hai, yadi aap ko bhi first page No. 1 pe rank karna hai
to aap ko SEO ki madad leni hongi.
·
SEO ka sirf ye matalab nhi hota hai ki uske madad
se hum apne blog ko rank kara sakte hai , uska ye bhi mtlb hota hai ki wo good
quality ke SEO practices aur user experience ko bhi badane me madad sabit hota
hai.
·
User jab bhi search engine me koi chij search karte
hai to wo to ke No. 1 wali website ko hi jyada trust (vishwash) karte hai,
esiliye SEO ke madad se apne blog ko no.
1 pe laye.
·
SEO apen site ko social promotion ke liye bhi bahut
jyada jaruri hote hai kyonki jyada tar log yadi aap ke blog ke article ko read
kar rahe hote hai to wo unhe yadi pasand aa jata hai to wo use social
Networking site Facebook, Twitter, etc. pe share bhi karte hai.
·
SEO se kisi bhi site ya blog ka traffic badane ka
ek aham jariya hai.
·
SEO aapko competition kea age rakhane ke liye bahut
jayda jaruri hoti hai kyonki yeaha pe same content rakhane wale me bhi aap ko
aage rakh sakti hai.
Type of SEO --
Ab hum bat karege SEO ke type ke bare me ki SEO kitne type ke hote hai.
SEO do prakar ( 3 type ) ke hote hai , First Onpage SEO aur second
Offpage SEO, Local SEO hote hai, aur en dono SEO ka work (kam) bhi alage alag
hote hai.
1.
On Page SEO
2.
Off Page SEO
3.
Local SEO
1 . On Page SEO—
One page SEO ka work ( kam) aapke blog ya article me hota hai jiska
matalab aapke website ko achhi tarah se design karna jo ki SEO friendly ho.
SEO ke rule ko follow kar apne website me template ka use karna, acche
se contents likhan aur ache se keyword ka use karna jo ki search engine me
sabase jyada khoji ( search ) jati ho.
Yadi aap blog ya website pe blog likh rahe hai to keyword ke bare me
jarur janate honge wahi se keyword ka use kar ke page me sahi jagah karna
chahiye jaise me “Title, Meta, Discription, contents” me keyword ka use karna
chahiye, esase google ke search engine me aapke blog jaldi public kar ke rank
hongi.
One page SEO kaise
kare ---
Yah ape hum kuch yaisi bate janege jisake madad se hum apne blog ya
website ko On page SEO acche tarike se
kar sakte hai.
1.
Website speed—
Website speed ek bahut hi important
role play karta hai apke website me, ek survey se paya gaya ki kisi bhi visitor
jyada se jyada 5 se 6 secound hi kisi blog ya website par rahte hai.
Yadi aapke website ya blog ki speed
slow hongi aur aapki website open hone me jyada time le rahi hai to jo aapke
website ko open kar raha hai wo use chhod ke kisi aur website pe chala jata hai
esi liye apne website ke speed ko banaye rakhe jisase aapki website ya blog
jaldi open ho.
Mene yeaha kuch tips de raha hu apne
website ya blog ke speed ko fast karne ki..
·
Simple aur attractive theme ka use kare.
·
Jyada ads na lagaye apne home page pe.
·
Jyada post bhi apne home page na dikhaye.
·
Social icon, live icon, subscription feed,
notification feed, ye sab jyada na rakhe home page pe.
·
Image ka size kam se kam rakhe maximum 50kb se
jyada na rakhe.
·
W3 total cache aur WP super cache plugins ka use
kare.
2 . Website ki Navigation --
Apni blog ya website me ko is tarah se
arrange kare ki koi bhi kahi bhi asani se pahuch sake aur kuch bhi dekh sake
.
3 . Title Tag –
Apni website ka title tag bahut hi
achha likhe jab bhi koi aapke ke website ko dekh to turant click kar de us
website pe jisase CTR bhi increase honga.
Title Tag acha kaise likhe--
Apne website me title tag wease to 100
word likh sakte hai lekin 65 world ke bad wo show nhi hota hai to jyada likhane
se fayada kya honga es liye apne title ko attractive aur badiya sirf 65 word me
likh de.
1.
Post URL kaise likhe--
Apne website ke url hamesa kosis kare ki kitana
chhota ho sake use utna hi chhota rakhe aur simple rakhe.
2 . Internal Link--
Ye apne kisi bhi blog ko rank karane ke liye ek
bahut badiya tarika hai jo aap apne blog ya website ko dusare ke sath
interlinking kar sakte hai, esase aapke apne sabhi interlinked pages asani se
rank kar sakte hai.
3 . Alt Tag--
Apne website ya blog me image ka use jarur kare
kyonki ye image aap ke bahut sare traffic pa sakte hai, esliye image ka use
krte time Alt Tag lagana na bhule.
4 . Content, Heading
aur keyword--
Content ke bare me ek bat aap jan ligiye ki jab bhi
koi post likhe to aap ka post kam se kam 1000 (1K) ke upper hi hona chahiye ab
yeasa kyo google ka saf saf kahan hai ki jis bhi post blog me jyada content
honge use hum jaldi rank karayege, aap apne blog me jab bhi content likhe saf
suthara aur ache quality ke content likhe.
SEO ke jariye apne content ko rank karane ke liye
kabhi bhi dusare ke content ko copy na kare apna khud ak uniqe content likhe.
Heading --
Jab bhi koi blog likh rahe hai to apne heading ka
khas khyal rakhana chahiye aur kyo , jab bhi post likh rakhe hai to wo post aap
ke heading se hi google me rank karta hai es liye apne heading achha likhe aur
sabhi se hat ke likhe.
Keyword --
Aap article likhate time LSI Keyword ka use jarur
kare esase aap logo ke search me jaldi ayege aur asani se link kar sakte hai,
jab aap koi blog likh rahe hai to usme important keyword ko BOLD kar de jisase
google aur visitors ko ye pata chal sake ki ye jaruri keyword hai ur uske tarah
log jate hai.
2 – Off Page SEO--
Off page SEO ka sara kam blog ke bahar se hota hai
, off page SEO me hum apne blog ka promotion karte hai, jaise me bahut sare
blog pe jakar hum waha pe apne blog ya website se Url ko submit kar ke comment
karate hai jise Backlink kahte hai, Backling se website ko bahut fayada hota
hai,
Off page SEO ki bat kare to use social media me
jariye bhi promote kar sakte hai jaise ki yadi aap chahte hai apne kisi bhi
blog ya website ke Url ko kisi bhi social networking site pe dal sakte hai,
jaise me Facebook twitter etc. yadi yeasa karte hai to aap ke website me
visiter jarur ayege.
Yadi aap off page SEO karna chahte hai to apne blog
ya website ko bade bade blogger ya website me jakr Guest post submit kare aur
dekhge ki aap ke website me bhi traffic aana suru ho jayega.
Off Page SEO kaise
kare --
Yeaha par hum ap ko off page SEO batauga ki aap
kaise kar aur kuch Important rule and
regulation bhi bataunga ki off page SEO kaise kiya jaye.
·
Search Engine submission – apni website ko
search engine me sahi se submit karna chahiye.
·
Bookmarking – anpi blog ya website ko page aur post
ko bookmarking wali website me submit karna chahiye.
·
Directory Submission – apne blog ya website
ko popular high PR wali Directory me submit krna chahiye.
·
Social Media – apni blog ya website ka page aur
social media par profile banana chahiye aur apni website ka link ad karna
chahiye.
·
Classified Submission – Free Classified
website me jakar apni website ko free me advertise karna chahiye.
·
Q & A Site – aap question and answer wali website
me jakr koi bhi question kar ke waha pe apne website ka link add kar de.
·
Blog Commenting – apne Blog se related blog pe jakr apne
website ke link ko waha comment kar de.
·
Pin- apni Website ke
image kop interest par post kar sakte hai, ye bahut accha tarika hai traffic
increase karne ka.
·
Guest Post – aap anpni website se related blog par
jakar Guest post kar sakte hai, ye sabase best tarika hai Do-Follow link le
sakte hai.
3 – Local SEO –
Kuch log janana chahate hai ki local SEO
kya hota hai, to yadi aap dhyan denge to inska jawab inske question me hi hai.
Local SEO ki bat kare to ese yease
samajh sakte hai ki Local + SEO yani kisi local audience ki dhyan me rakhkar
kiya gaya SEO ko local SEO kahte hai.
Ye ek yeasa trick hai jisaka use kar ke
aap apni blog ya website ko khas tarike se optimization kar sakte hai apne
Local audience ke liye, aur search engine me bhi ye rank karta hai.
Yadi aap blog ya website bana rahe hai
to aap pure internet ko target kar sakte hai, lekin yadi aap Local SEO karna
chahte hai to aap aap ek particular locality ko hi target kar payege Local SEO
se.
Yadi aap apne blog ya website ko Local SEO
karna chahate hai to aap ko jis bhi website ya blog ko target kar rhea hai
local SEO karne ke liye uske liye aap ko apne website ya blog me Locak address
details ke sath optimization karna honga aur sath me aap ko apne city ka name
pic code etc. karna honga, kyonki Local SEO me koi bhi online aur offline bhi
aap ko dekh sake.
Example of Local SEO--
Local SEO ka saf mtlb ye hota hai ki
aap apne aas pass ke logo ko hi aap target kar rahe hai apne blog ya website ko
dikhane ke liye , jaise me yadi aap ke koi business hai ya koi Shop ya koi yasa
kam karte hai aap jo ap ke area me puri tarah se chal raha hai aur aap use
online medium se logo tak pahuchana chahte hai to ap ko apne website ko Local SEO
se optimization karna honga. Ese hi Loca SEO kaha jata hai
.
SEO aur Internet marketing me Difference kya hai--
Aaj ke time me yadi SEO aur internet
marketing me bare me aap ko pata honga hi aur kuch log ese ek saman hi kahte
hai , kahte hai ki SEO aur internet marketing me koi difference nhi hai lekin
me aap ko batana chahuna ki SEO aur internet marketing me bahut jyada different
hota hai, SEO ek type ka Tool hai , aur internet marketing ka ye hissa hai. SEO
ke madad se internet marketing ko kar pana bahut asan hota hai.
SEO aur SEM me different kya hai—
SEO aur SEM me main different ye ki SEO
ka important part hai SEM ka to chaliye jaan lete hai kya antar hai dono me.
.
SEO ya Search
engine optimization ek process hai jiske madad se ek blogger apne blog ko
kuch is tarah se optimization krta hai ki jisase vo blog ke article ko search
engine me rank kara sake, aur apne blog me free traffic pa sake.
|
SEM search engine
marketing ka ek marketing process hai jiske madad aap apne blog ko search
engines me jyada visible bana sakte hai jiske madad se aapko traffic chahe jaha se bhi aaye aap
ko traffic milata hi milata hai.
|
SEO ka main kam hai hota hai ko wo aap
ke website ya blog ko search engine me rank karaye aur aap ko better result de
wahi bat kare SEM ki to wo SEO ki tulana me aap ko free traffic tak hi simit
nhi hota hai balki wo dusare method se bhi aapko traffic deta hai jaise ki PPC
advertising ect.
SEO ke bare me jankari --
Yadi aap ka ek blog ya website hai to aap ko basic SEO ke bare me jarur
pata honga lekin kuch log aise hote hai jinhe SEO ke basic bhi nhi pata hota
hai yease logo ke liye hum aaj kuch yeasa lekr aaye hai jo apke bahut helpful
hongi, aaj SEO ke bare me kuch important chije bataunga jo aapke blog ya
website ko rank karane ke liye bahut jyada useful ho sakti hai..
·
Backling – bankling wo
important part hai kisi bhi blog ya website ko google me rank karane ke liye,
ye ek hyperlink hota hai jo ap kisi dusare website me add karte hai waha se aap
ke blog ya website pe traffic ate hai jo ki SEO ke najariye se bahut important
role play karta hai.
·
PageRank – Pagerank ek
algorithm hai jiska use google karta hai ye janane ke liye kis blog ya website
me uske search ke relative contents availbe hai.
·
Anchor Text – kisi bhi backlink
ka anchor text ke prakar ka text hota haim jo ki clickable hota hai yadi aapke
Anchor text me aapka keyword available hai to ye aapke SEO ke liye kabhi
helpful ho sakta hai.
·
Title Tag- Title tag main hota
hai kisi bhi web page ko google ke algorithm me lane ke liye yadi aap ka title
tag achha raha to use google apne search engine me jagah de hi deta hai.
·
Meta Tags – title tag ki tarah
hi meta tag hota hai, meta tag ka use ye pata lagan ke liye kiya jata hai ki
aap ke content ke page me kya hai.
·
Search Algorithm – Google search
algorithm ki madad se ye pata laga sakte hai ki internet me kaun si Web pages
relavant hai , google algorithm bahut bada part hota hai .
·
SERP – eska full name hota
hai “Search Engine Result Page” ye basically unhi page ko show karta hai jo ki
Google search Engine ke hisab se relavant ho.
·
Keyword Density – ye keyword Density
se ye pata chalata hai ki kitani bar koi bhi keyword article me kitani bar use
hua hai SEO ke liye keyword density bahut jaruri hai.
·
Keyword Stuffing – jaise ki abhi upper
bataya ki keyword density kitna jaruri hai SEO ke liye , wahi yadi koi keyword
jarurat se jyada use ho jaye to wo aapke blog ke post ko negative effect dal
skte hai.
·
Robots.txt – eska use jyada nhi
hai ye sirf ye dikhane ke liye kiya jata hai ki apke domain ke root ko search
boat me website ko structure ke liye kiya jata hai.
Organic and inorganic
result kya hota hai –
SEPR ( Search Engine Result page ) ye main 2 type
ke hote hai ek organic aur dusara inorganic.
Ingorganic Listing ke liye hum google ko paise dete
hai apne blog ko rank karane ke liye.
Aur organic listing ye puri tarah free hota hai ,
aur yadi aap bina paise diye bhi google search engine me rank kar sakte hai.
SEO --
Mene aaj es post me ye bataya ki SEO kya hota hai,
aur yadi hume apne blog ya website ko google ke search engine me rank karana
hai to hum kya kar sakte hai , to mene aaj SEO ke bare me wo sari bare bata
diya hu jo SEO se related the yadi abhi bhi aap ko lagata hai ki mujhase kuch
miss ho gaya hai to besac aap mujhe comment kar ke bata sakte, me aap ke
question ka wait karunga ,
Yadi aap ko meri ye jankari acchi lagi ho to es
post ko aap Social media Facebook, twitter, Whatsapp pe share kar ke support
jarur kare mera ,
Ye aaj ka post SEO ko lekar the ki SEO kya hota hai
aur kaise SEO ka use kiya ja sakte hai..
Comment any question for SEO..
SEO se relative article aap www.technicaltext.in pe pad rahe the.
article achha lage to share kare..
0 Comments
thankyou for comment.