Computer me
Android app kaise chalaye..
Android app
ko yadi aap apne computer me chalane chahte hai to uske liye aap ko apne
computer me kuch setting karni hongi yadi aap ye kar lete hai to aap ke
computer me bhi android app aapke
computer me chala skte hai.
Android app
aaj ke time me bahut popular ho raha hai kyonki duniya me android app developer
aur user daily naye naye aa rhe hai aur
log use use bhi kar rhe hai android app ko develop karna bhi bahut asan hota
hai, Android operating system se aaj kal bahut sare app roj ban rahe hai aur
log use bahut jyada pasnad bhi kar rhe hai, aur jyada tar mobile app banana wali
company bhi android app hi bana rahi hai , es app ko download karna bhi bahut
asan hota hai, Android app yadi aap download karna chahte hai to aap ko
playstore pe jakar search karna honga aur uske bad use aap download kar ke use
bhi kar sakte hai, lekin yadi ap android app ko apne pc ya laptop ya computer
me install karana chahte hai to kaise kar sakte hai aaj me aapko bataunga ki
kaise aap android app ko apne PC me install kar sakte hai.
Yadi aap
anpe kisi bhi android app ko apne pc ya laptop me install karana chahte hai to
wo android app ek operating system hota hai jo apne operating sytem me hi
install ho sakta hai, lekin aaj me ek aisa tarika bataunga jiske madad se aap
apne pc me bhi android app ko install kar sakte hai.
Ab bat ye
aati hai ki yadi android app ka operating system alag hai aur pc ka operating
system alag hai to use kaise install kiya ja sakta hai , to me aap ko bata du
aaj jo me aapko tarika bataunga uske madad se aap kisi bhi android app ko apne
pc me install kar sakte hai wo bhi bahut asani se.
To chaliye
aap ko bata du ki kaise aap apne pc me android app install kar skate hai.
How to install Android App In PC--
Yadi aap
apne pc me android app install karna chahte hai to aap ko ( Bluestack Software
) ko apne pc me install karna hona uske bad aap koi bhi android app apne pc me
install kar sakte hai.
To ab batate
hai ki kaise es software Bluestack ko use kar sakte hai apne pc me android app
ko install karne ke liye.
How to install Bluestack Software –
Bluestack
software kaise install kare.
1 – sabase pahale
aap ko Google me search karna honga Bluestack Softaware.
2 – Software
mil jane ke bad us software ko Apne Pc me install karna hona.
3 –
Bluestack Software ko open aur intall pe click kare.
4 – Ye Software
bilkul Free software hai.
Yadi aap
apne PC me android app install karna chahte hai to aap ko ye Bluestack software
install aur run (install )karna honga.
Jab Software install ho jaye to aap ko
Bluestack Software ko open karna honga.
1 – sabase pahale apni language choose kare.
2 – continue
pe click kare .
3 – Gmail se use login ya resister kare.
4- turm and
condition ko read kar ke ok kar de.
5 – final use
ok kar de.
Aab aap ka
Software puri tarah se start ho chuka hai android app install karne ke liye.
How to
install Android apps--
Abhi tak aap
apne pc me Bluestack Software ko install aur open kar liya honga aab bat ati
hai ki kaise useke andar Android app ko install kiya jaye to hum aap ko bata de
ki ye aap apne software Bluestack ke andar hi kar sakte hai yadi aap apne
bluestatck ko open kiye hai hai to wahi pe aap ko playstore dekhane ko mil raha
honga aur wahi se aap apne android app ko search kar ke download kar ke use kar
sakte hai.
Ab bat aati
hai ki ye jo android app hai kya ise pc ke main screen pe lakr bhi use kiya ja
skta hai. To me aap ko bata du ki yadi aap android app use karna chahte hai
chahe jaisa bhi androd app uske liye aap ko apne pc me Bluestack ko install
karna honga hi usi ke andar hi sare android app install honge, kyonki android
app ka operating system alag hota hai aur pc ke operating system alag hota hai
to, to do alag alag Operating system ke software aur app ko ek sath kaise
install aur use kiya ja sakta hai iske liye third party app ka to use karna hi
padega chahe wo app ho ya software.
Pc me jo
windows pe chalati hai uski file extensions (.exe) hoti hai aur android ki file
extensions (.apk) hoti hai , esi liye ye dono software aur app kisi be ek
Operating sytem me ek sath install nhi ho sakta hai.
Yadi aap Pc
me android app ko chalana chahte hai to aap ko Bluestack Software ka use karna
hi padega.
Yadi aap
chahte hai ki bina Bluestack ka use kiye Android app ka use karana to uske liye
bhi ek trick hai .
Yadi aap
android ke jo popular app hote hai jaise me “Whatsap, Facebook, Messenger,
Telegram, etc. aisi bhi bahut sare app hote hai, jiske aur operating system bhi
wo software bhi banati hai yadi Windows me bhi aise hi software mil jate hai.
Yadi aap
android ke popular app ko bina kisi software ke download karna chahte hai to
windows store se download kar skte hai.
Android App install PC --
Mene aaj ke
es article me bataya hu ki kaise aap android app ko PC me install kar skte hai,
sari jankari ko sahi tarike se batane ki kosis kiya hu phir bhi yadi aap ko lag
raha ki mene kuch miss kar diya ya ye bhi Tanana chahiye tha to aap muche
comment jarur kare me aap ke comment ka wait karunga.
Article achha laga to share kar.
0 Comments
thankyou for comment.