5 सबसे बेहतरीन विडियो एडिटिंग सॉफ्टवेयर विंडोज PC के लिए
Agar aap
Video Editing karna chahate hai ya apna carrier Video Editing me banana chahate
hai to hum aaj kuch yease Video Editing ke bare me bat karege jise Professional
Use karte hai, Jo Windows PC ke liye sabase best Video Editing Softwere hai.
Yadi Aap in
Softwere ka use karna jan lete hai to aap apna Carrier Video Editing me bahut
Bright ho sakta hai.
Chhot Bade
Company me Video Editing ki kabhi Dimand hai, aur aap ye kam Ghar pe rah kar
bhi kar sakte hai.
#1 Adobe
Premier Pro
Duniya
me Adobe Premiere Pro ka istemal sabse jyada hota hai, Ye sabse behatarin aur
sabase powerful video editing Software hai, isme kabhi jyada Advance Features
Dekhne ko mil jata hai, Es Video Editing Software se aap kisi bhi tarah ke
video ko edit kar sakte hai, Ye Video editing softwere itna Advance hai ki iski
koi limit nhi hai, Es Software se aap kisi bhi
video ko apne man mutabit bana sakte hai, Es Software ka use jyada tar
Profession use karte hai aur bade bade Company me yease Software ka use kiya
jata hai, Yadi aap ek bar es Software ke bare ko ache se sikh lete hai to aap
Video me Editing ke master ban sakte hai.
#2 Sony
Vegas Pro
Sony ke
drara banaya gaya ye Best Video Editing Software hai, Sony Vegas Pro ka jyada
tar use Movie, TV Show, Music Video etc.
me kiya jata hai, Sony Vegas Pro ka user Interface kabhi achha hai isase aap
High Quality Video, 4K Video 3D Video, multi-audio mixing, DVD Layout and
Design etc. ko Edit karne ya banana ke liye use kiya jata hai, Es Video Editing
Software ka use aap kisi bhi Video Editing Project pe kar sakte hai, isme kabhi
advance features dekhne ko mil jate hai.
#3 Cyberlink
PowerDirector
Cyberlink
powerDirector Video Editing ek bahut hi kamal ka video editing software hai, es
video editing ka use jyada tar video editing me kiya jyada hai, eska user
interface bahut hi kamal ka hai, Ape s Video Editing ko bahut hi asani se sikh
sakte hai, Es video editing me pahale se bahut sare feature loaded ya unhe aap
download kar ke use kar sakte hai, Es video editing Software me aap sabhi ko ek
best high Quality ke Screen Recorder mil jata hai jisake madad se aap apne PC
ke Screen ko Record kar sakte hai, aur use edit bhi kar sakte hai.
#4 Corel
videoStudio
CorelDraw
bahut hi propular video editing Software hai, aur ese CorelDraw ne hi banaya
hai, Ye Video Editing software 2 Version me ate hai ek Pro aur ek Ultimate dono
same hai lekin ultimate me jyada premium features dekhane ko mil jate hai, Yadi
ap CorelDraw Video Editing sikhana chahate hai to aap Pro version use kar ke
sikh sakte hai ya yadi video editing ap ko ache se aata hai to aap CorelDraw ke ultimate
ka use kar sakte hai editing me, sabhi Video Editing ki tarah ye bhi same aur
advance feature milata hail leking yadi aap DSLR ke sokhin hai to aap ye Vidoe
Editing use kar sakte hai.
#5 Camtasia
Studio
Camtasia
Studio Video Editing ek video editing softwere hai jiska use aap Youtube pe
video Edit karne ke liye kar sakte hai aur es video editing ke madad se trading
video youtube video ya bahut sare video
ko ek sath use karne ke liye kar sakte hai, Camtasia video Editing software ke
madad se app Animation Video edit kar sakte hai ya bana sakte hai, Yadi aap ek
youtube ya social media ke Video banana hai to ap Camtasia Studio ka use kar ke
bahut asani se video Edit kar sakte hai , Es video Editing me Screen Recording
me bhi use kiya ja sakta hai.
Article Achha laga to Share kare.
0 Comments
thankyou for comment.